All Bollywood Block buster Songs

चंदा तारे सुन लें सारे....(यादें)


--MALE--
Chanda taare, sun le saare - 2
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh
Chanda taare, sun le saare

--FEMALE--
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

--MALE--
Hum tum itna pyaar karenge - 2
Jo bhi sunega, voh yeh kahega
Kaun raha hai, kaun rahega
Pyaar raha hai, pyaar rahega

--FEMALE--
Pyaar raha hai, pyaar rahega

--MALE--
Chanda taare, sun le saare
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

--FEMALE--
Mere dil ki, tere dil ki - 2
Baat koi bhi beh na jaaye
Baat ka dariya chhod ke saahil
Humse aage beh na jaaye - 2
Chanda taare, sun le saare
Ho, teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

--BOTH--
Chanda taare, sun le saare
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

--MALE--
Chanda taare, sun le saare

--CHORUS--
Yaadein, yaadein, yaadein - 2

0 comments:

Post a Comment

Your Ad Here