All Bollywood Block buster Songs
Showing posts with label हाँ मैंने भी प्यार किया है. Show all posts
Showing posts with label हाँ मैंने भी प्यार किया है. Show all posts

ज़िन्दगी को बिना प्यार कोई कैसे गुज़ारे....(हाँ मैंने भी प्यार किया है)

Movie Name: Haan Maine Bhi Pyaar Kiya (2002)
Singer: Alka Yagnik
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Year: 2002
Producer: Dharmesh Darshan
Director: Sunil Darshan
Actors: Abhishek Bachchan, Akshay Kumar, Kader Khan, Karishma Kapoor, Shakti Kapoor
Theme: Love

Zindagi Ko Bina Pyaar Koyi Kaise Guzare
Mehboob Ki Aankhon Mein Badi Baat Hai Pyaare
Zindagi Ko Bina Pyaar Koyi Kaise Guzare
Mehboob Ki Aankhon Mein Badi Baat Hai Pyaare
Aate Hai Zameen Par Kabhi Yeh Chaand Sitaare
Aate Hai Zameen Par Kabhi Yeh Chaand Sitaare
Mehboob Ki Aankhon Mein Badi Baat Hai Pyaare
Zindagi Ko Bina Pyaar Koyi Kaise Guzare

Badi Baat Hai Pyaare
Mehboob Ki Aankhon Mein Badi Baat Hai Pyaare
Badi Baat Hai Pyaare
Mehboob Ki Aankhon Mein Badi Baat Hai Pyaare
Is Umar Mein Ban Jaayegi Koyi To Kahani
Tanha Nahin Katti Hai Yeh Madhosh Jawani
Koyi Naya Dilbar Chuno Kitni Haseen Raat Hai
Chupke Koyi Dhadkan Suno Keh Do Jo Dil Mein Baat Hai
Milte Hai Naseebon Se Yeh Baahon Ke Sahare
Milte Hai Naseebon Se Yeh Baahon Ke Sahare
Mehboob Ki Aankhon Mein Badi Baat Hai Pyaare
Zindagi Ko Bina Pyaar Koyi Kaise Guzare

Ban Jaaon Kisi Ke Kisi Ko Apna Bana Lo
Palkon Ke Zarokhon Mein Koyi Sapna Saja Lo
Yaadon Mein Tum Koyi Raahon Sare Jahan Ko Bhool Ke
Zulfon Tale Soye Raho Bhige Labon Ko Chum Ke
Nazron Mein Basa Lo Sabhi Rangeen Nazarein
Nazron Mein Basa Lo Sabhi Rangeen Nazarein
Mehboob Ki Aankhon Mein Badi Baat Hai Pyaare
Aate Hai Zameen Par Kabhi Yeh Chaand Sitaare
Aate Hai Zameen Par Kabhi Yeh Chaand Sitaare
Mehboob Ki Aankhon Mein Badi Baat Hai Pyaare
Zindagi Ko Bina Pyaar Koyi Kaise Guzare
Haan...Maine Bhi Pyaar Kiya
Haan...Maine Bhi Pyaar Kiya
Haan...Maine Bhi Pyaar Kiya
Haan...Maine Bhi Pyaar Kiya

मुबारक हो तुमको ये शादी तुम्हारी....(हाँ मैंने भी प्यार किया है)

Movie Name: Haan Maine Bhi Pyaar Kiya (2002)
Singer: Udit Narayan
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Year: 2002
Producer: Dharmesh Darshan
Director: Sunil Darshan
Actors: Abhishek Bachchan, Akshay Kumar, Kader Khan, Karishma Kapoor, Shakti Kapoor
Theme: Love

Tere Maathe Ki Bindiya Chamakti Rahen
Tere Haathon Ki Mehndhi Mehekthi Rahen
Tere Jode Ki Ronak Salamat Rahen
Teri Chudi Hamesha Khanakti Rahen
Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak
Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari
Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari
Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari

Tumhare Liye Hain Baharon Ke Mausam
Na Aaye Kabhi Zindagi Mein Koyi Gham
Hamara Hai Kya Yaar Hum Hai Deewane
Hamari Tadap To Koyi Bhi Na Jaane
Mile Na Tumhe Ishq Mein Bekarari
Mile Na Tumhe Ishq Mein Bekarari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari

Ke Janmon Ke Rishte Nahin Tode Jaate
Safar Mein Nahin Humsafar Chhode Jaate
Na Rasmo-Rivaajo Ko Tum Bhool Jaana
Jo Li Hai Kasam To Isse Nibhaana
Ke Humne To Tanha Umar Hai Guzari
Ke Humne To Tanha Umar Hai Guzari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari
Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari
Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari
Jaan...Maine Bhi Pyaar Kiya Hai
Haan...Maine Bhi Pyaar Kiya Hai
Haan...Maine Bhi Pyaar Kiya Hai
Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak

हम यार हैं तुम्हारे......(हाँ मैंने भी प्यार किया है)

Movie Name: Haan Maine Bhi Pyaar Kiya (2002)
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Year: 2002
Producer: Dharmesh Darshan
Director: Sunil Darshan
Actors: Abhishek Bachchan, Akshay Kumar, Kader Khan, Karishma Kapoor, Shakti Kapoor
Theme: Love

Hum Yaar Hai Tumhare Dildaar Hai Tumhare
Hum Se Mila Karo Hum Se Mila Karo
Hum Yaar Hai Tumhare Dildaar Hai Tumhare
Hum Se Mila Karo Hum Se Mila Karo
Hum Yaar Hai Tumhare Dildaar Hai Tumhare
Hum Se Mila Karo Hum Se Mila Karo
Koi Shikwa Agar Ho Aur Shikayat Agar Ho
Hum Se Gila Karo Hum Se Gila Karo
Jaan Maine Bhi Pyaar Kiya Hai
Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Hai

Zulfon Ko Girake Palkon Ko Jhukana
Sikha Hai Kahan Se Yeh Jadoo Chalana
Aata Hai Tumhe To Yun Baate Banana
Jaaoji Hato Bhi Chhodo Yun Sataana
Cha Rahi Hai Khumari Bad Rahi Bekaraari
Yun Na Hasa Karo Yun Na Hasa Karo
Koi Shikwa Agar Ho Aur Shikayat Agar Ho
Hum Se Gila Karo Oh Hum Se Gila Karo

Deewano Ke Jaise Karte Ho Shararat
Humko To Pata Hai Tere Dil Ki Haqeeqat
Deewano Ke Jaise Karte Ho Shararat
Humko To Pata Hai Tere Dil Ki Haqeeqat
Samjho Na Zara Tum Mausam Ka Ishaara
Aise To Akele Na Hoga Guzara
Aise Aahen Bharo Na Mastiyaan Yun Karo Na
Zid Na Kiya Karo Zid Na Kiya Karo

Your Ad Here